14 Mei 2015

Dwi Ratna - Hai Katha Sangram

Lirik Lagu Dwi Ratna - Hai Katha Sangram

Hai katha sangram ki
vishwa ke kalyan ki
dharm adharm adi anant
satya asatya kalesh kalank
swarth ki katha paramarth ki

shakti hai bhakti hai
janmo ki mukti hai
jeevan ka ye sampoorn saar hai

krishna ki mahima hai
gita ki garima hai
grantho ka granth yeh mahaan hai
mahabharat, mahabharat, mahabharat, mahabharat

hai katha sangram ki, vishwa ke kalyan ki
dharm adharm adi anant, satya asatya kalesh kalank
swarth ki katha paramarth ki

shakti hai bhakti hai, janmo ki mukti hai
jeevan ka ye sampoorn saar hai
krishna ki mahima hai, gita ki garima hai

Load disqus comments

0 komentar